Mohabat ka irada badal jana bhi mushkil haitmhen pana bhai mushkil tmhen khona bhi mushkil haiudasi tery chehry ki gawara bhi nahi dil koteri khatir sitary toor kr lana bhi mushkil haizara si baat per ankhen bhigo kr baith jaty hotumhen to haledil batlana bhi mushkil hai

Khud ko chup karak main aj boht royapurani yadoon ko gunguna k main aj boht royatanhai k gumse nidhal ho kerteri tasveer galy laga k aj boht royaapnon ne jo kia wo sb bhula diaghayron ko aazma k main aj khoob royamain kahan is qabil k wo mulaqaat karenkhwahishon ko dabo dabo ke main khoob roya

Aasu Ko Aankhon Ki Dehliz Par Laya Na Karo,Aapne Dil Ka Hal Kisiko Bataya Na Karo,Log Muthi Mein Namak Liye Goom Rahe Hai,Apne Zakhm Kisiko Bataya Na KaroAankhe Kholun To Chehra Uska Ho,Aankhe Band Karu To Sapna Uska Ho,Maar Bhi Jaau To Koi Gam Nahi, Agar…Kafan Ke Badle Dupatta Uska Ho!

Meri Mohabbat Ki Bas Itni Si Kahani HaiDard Main Doobi Hui Yeh Zindagani HaiRista Hai Zakhm Ban Ke Aankh Ka AansuRooh Par Jafaaon Ki Gehri Nishaani HaiSaansen Hain Lekin Dhadkanen Nahin HainLahu Thama Sa Hai, Na Koi Ravaani HaiKho Diya Jisne Umar Bhar Ka SukoonMuskurati Hai Phir Bhi, Ladki Deewani Hai !!

Meri Mohabbat Ki Bas Itni Si Kahani HaiDard Main Doobi Hui Yeh Zindagani HaiRehta Hai Zakhm Ban Ke Aankh Ka AansuRooh Par Jafaaon Ki Gehri Nishaani HaiSaansen Hain Lekin Dhadkanen Nahin HainLahu Thama Sa Hai, Na Koi Ravaani HaiKho Diya Jisne Umar Bhar Ka SukoonMuskurati Hai Phir Bhi, Ladki Deewani Hai !!

Mainey Socha Tha Apni Kahani Likhonga Mein Khon SePer Merey Kalam Ne Bas Tera Hi Naam LikhaMeri Kahani Mein Pehla Shabd Tera Naam ThaMerey Kalam Ne Aakhri Shabd Tera Hi Naam LikhaLikhtey Likhtey Tera Naam Kuch Panno Ke BaadBadi Mushquil Se Ek Shabd Likha DardUse Badal Kar Mere Aasoon Ne Tera Hi Naam Likha

Mujh Ko Pagal Bana Gaye AansooJaane Kiaa Kia Suna Gaye AansooKoi Roya Tha Hichkion Se BohutAur Kisi Ko Hansaa Gaye AansooBat Kehne Ki Jab Bhi Koshish KiLab Khule The K Aa Gaye AansooThapkiaan Jaise De Raha Ho KoiBehte Behte Sulaa Gaye AansooNanhe Hathon Ne Thamnaa SeekhaaMaan Ki Aaankhon Main Aaa Gaye Aansoo

Mujh Ko Pagal Bana Gaye AansooJaane Kiaa Kia Suna Gaye AansooKoi Roya Tha Hichkion Se BohutAur Kisi Ko Hansaa Gaye AansooBat Kehne Ki Jab Bhi Koshish KiLab Khule The K Aa Gaye AansooThapkiaan Jaise De Raha Ho KoiBehte Behte Sulaa Gaye AansooNanhe Hathon Ne Thamnaa SeekhaaMaan Ki Aaankhon Main Aaa Gaye Aansoo

Khud hi chaly aty hain jab koi nahi hotaankhon se chalak jaty hain jab koi nahin hotadil bhi jis dard ko samait na payeusy seeny se kagaty hain jab koi nahi hotaalfaaz nahi milty jis dard k liyewo bat ye keh dety hain jab koi nahi hotain ansuoon se aqedat unhi to nahi mujhkoye sath nibhaty hain jab koi nahi hota

Yun Dosti K Naam Ko Rusvaa Na KijiyeTarkeTa?alluqaat Ka Charcha Na KijiyeJurmOSitam Ka Paas Bhi Ulfat Mein Shart HaiPalkon Ko Aansuon Se Bhigoya Na KijiyeAisaa Na Ho Ummeed Se Rishta Hi Toot JaayeHar Roz Mujhse VaadaeFardaa Na KijiyeHamdard Jis Ko Apna Samajhte Rahe Hain AapUs Ka Hi Zindagi Mein Bharosa Na Kijiye

Yun Dosti K Naam Ko Rusvaa Na KijiyeTarkeTa’alluqaat Ka Charcha Na KijiyeJurmOSitam Ka Paas Bhi Ulfat Mein Shart HaiPalkon Ko Aansuon Se Bhigoya Na KijiyeAisaa Na Ho Ummeed Se Rishta Hi Toot JaayeHar Roz Mujhse VaadaeFardaa Na KijiyeHamdard Jis Ko Apna Samajhte Rahe Hain AapUs Ka Hi Zindagi Mein Bharosa Na Kijiye

Mat Tor Woh Taluk Jo Teri Zaat Se Hai,Tu Khafa Meri Kis Baat Se Hai,Tu Bhi Na Uljha Kar Mujhse Is Tarah,Jo Tu Achi Tarah Wakif Mere Jazbat Se Hai,Main Kaise Ji Lon Tumse Rooth Kar,Meri Har Saans Wabasta Teri Yaad Se Hai,Mera Taluk Jura Hai Kuch Is Tarah Tumse,Jaise Insan Ka Rishta Khud Apnay Ap se Hai……!!!!

Mat Tor Woh Taluk Jo Teri Zaat Se Hai,Tu Khafa Meri Kis Baat Se Hai,Tu Bhi Na Uljha Kar Mujhse Is Tarah,Jo Tu Achi Tarah Wakif Mere Jazbat Se Hai,Main Kaise Ji Lon Tumse Rooth Kar,Meri Har Saans Wabasta Teri Yaad Se Hai,Mera Taluk Jura Hai Kuch Is Tarah Tumse,Jaise Insan Ka Rishta Khud Apnay Ap se Hai……!!!!

Sirf ashkotabassum mein ulajhe rahehum ne dekha nahi zindagi ke tarafraat dhalate jab unaka khayal aa gayatiktiki bandh gai chandani ke tarafkon sa jurm hai,kya sitam ho gayaaankh agar uth gai, aap hi ke tarafjane wo multafit hon kidhar bazm meinaansuon ke taraf ya hansi ke tarafPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ehsaan Danish

Main hosh mein tha tou phir Uss pe mar gaya kaiseYeh zehar mere lahoo mein utter gaya kaiseKuch Uss k dil mein lagawat zaroor thi warnaWoh mera haath daba ker guzar gaya kaiseZaroor Uss ki tawajo ki rehbari ho giNashe mein tha tou main apne hi ghar gaya kaiseJise bhulaye kayi saal ho gaye KamilMain aaj Uss ki Gali se guzar gaya kaise