Meri pagal mohabat tmhen yaad aye gijab chand sitary chamak rahy honjab yadoon k phool baras rahy honjab deed ko nain taras rahy honjab ankhon se ansoo baras rahy hoonMeri Pagal Mohabat tmhen yaad ayegijab tanhai se dil ghabraye gaajab tmhen akela pan sataye gaajab koi bhi na aye gaajab phool kitab main reh jae gaaMeri Pagal Mohabat tmhen yad ayegi

Meri pagal mohabat tmhen yaad aye gijab chand sitary chamak rahy honjab yadoon k phool baras rahy honjab deed ko nain taras rahy honjab ankhon se ansoo baras rahy hoonMeri Pagal Mohabat tmhen yaad ayegijab tanhai se dil ghabraye gaajab tmhen akela pan sataye gaajab koi bhi na aye gaajab phool kitab main reh jae gaaMeri Pagal Mohabat tmhen yad ayegi

Tumhe Bakhshi Hai Dil Pe Hukmrani Aur Kiya DeteYahi To Bus Hamari Rajdhani Hai Aur Kiya DeteSitaroon Se Kisi Ki Mang Bharna Ek Fasana Hai,Tumhare Naam Likh De Zindagani Aur Kiya Dete.Wo Hum Se Mangta Tha Umar Ka Ik Dilnasheen Hissa,Na Dete Us Ko Apni Jawani Aur Kiya Dete.Bichharte Waqat Us Ko Ek Na Ek Tohfa To Dena Tha,Hamare Pass Tha Aankhoon Mein Pani Aur Kiya Dete.

Agar mein hadh se guzar jaon to mujhe maaf kardenaTere dil mein utar jaaon to mujhe maaf kardenaYun hi ghusey mein akar dant dena to meri adat haiAgar aesa main kar jaaon to mujhe maaf kardenaRaste mein tujhe dekh kar teri deed ki hatirPal bhar jo theher jaaon to mujhe maaf kardenaTeri pal bhar ki bhi judai mujhe jeeney nahi detiTere bin jo mar jaaon to mujhe maaf kardena

Pocha Kisi Ne Haal Kisi Ka Tu Ro DiyePani Mein Aks Chand Ka Dekha Tu Ro DiyeNaghma Kisi Ne Saaz Pe Chera Tu Hans PareGhuncha Kisi Ne Shakh Se Tora Tu Ro DiyeUrta Hoa Ghubar SarERah Dekh Ker AnjamHum Ne Ishq Ka Socha Tu Ro DiyeBadal Fiza Mein Aap Ki Tasveer Ban GayeSaya Koi Khayal Se Guzra Tu Ro DiyeRangEShafaq Se Aag Shagofon Mein Lag GayiSaghar Hamare Hath Se Chalka Tu Ro Diye

Kisi Ki Aankh Main Mujh KoKabhi Aanay Nahin DainaKe Qeematt Aansooon Ki AbbAdaa Tum Se Nahin Ho GeeNahin…Tum Yun Nahin KehnaMujhay Aansoo Nahin KehnaaMujhay Aankhon Main BastaaIk Haseen Sapnaa He Keh DainaKe Sapnay Aankh Main..Taaron Ki Tarhaa Jhilmilaatay HainMagar Thehro!Mujhay Sapnaa Nahin KehnaaKe Sapnay Toot Jaatay HainMujhay Apnaa Nahin KehnaKe Apnay Rooth Jaatay Hain

haye wo vaqtejudai ke tumhare aansugir ke daman pe bane the jo sitare aansulalogauhar ke khazane hain ye sare aansukoi aankhon se chura le na tumhare aansuteri aankhon mein agar hon to sitare aansumeri aankhon mein agar hon to bechare aansuin ko ‘nasir’ na kabhi aankh se girane denaun ko lagate hain meri aankh mein pyare aansuPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Hakim Nasi

Kul Raat Janai Kya HovaKuch Dair Nend Sai PehlaiKuch Ashq Milnai A GaiKuch Khwab Bhi Totai HovaiKuch Log Bhi Bholai HovaiKuch Rasta Bhutki HoiKuch Gurd Mai Lipti HoiBaiRubt Si Souchain KaiBhooli Hoi Baatai KaiIk Shaks Ki Yaadai KaiPhir Dair Tuk Jaga RahaSouchon Mai Gum Baitha RahaUngli Sai Thundai Fursh PurIk Naam Bus Likhta RahaKul Raat Hi Wo Raat ThiKuch Dair Nend Sai PehlaiMai Dair Tuk Roota Raha

DardEDil Toh Rukne Ka Ab Naam Nahi Leta HaiSabrEDil Bhi Mera Ab Kaam Nahi LetaJab Se Bakshay Hai Meri Ankho Ko Ashoo TunayTab Se Deewana Bhi Ab Aram Nahi Leta HaiItna SangDil Hai Ki Barbaad Woh Karke MujheApne Sar Koi Ilzam Nahi Leta HaiYe Inyaat Bhi Nahi Kam Mere Harzai KiZakhm Deta Hai Maar Dam Nahi Leta HaiJo Ki Rusvai Se Darta Hai Bahut Woh ‘Ishrat’Woh Mera Nam SarEAam Nahi Leta Hai.

Kul Raat Janai Kya HovaKuch Dair Nend Sai PehlaiKuch Ashq Milnai A GaiKuch Khwab Bhi Totai HovaiKuch Log Bhi Bholai HovaiKuch Rasta Bhutki HoiKuch Gurd Mai Lipti HoiBaiRubt Si Souchain KaiBhooli Hoi Baatai KaiIk Shaks Ki Yaadai KaiPhir Dair Tuk Jaga RahaSouchon Mai Gum Baitha RahaUngli Sai Thundai Fursh PurIk Naam Bus Likhta RahaKul Raat Hi Wo Raat ThiKuch Dair Nend Sai PehlaiMai Dair Tuk Roota Rahaa

Mat Roko Rone Do Mujhe,Aansuon Ko Pee Jaane Do,Vo Chali Gayi Apni Yaadein Dekar,Uski Yaadon Mein Hi Kho Jaane Do,Har Pal Roti Hai Aankhe Meri,Ke Ashkon Ko Bhi Jam Jaane Do,Ab To Din Ke Ujalese Bhi Dar Lagta Hai,Mujhe Raat Ke Andhere Mein Hi Rahne Do,Kaise Bayan Karudil Ka Dard Lafzon Mein,Aankho Ko Hi Sab Keh Jaane Do,Ab Saha Nahi Jaatausse Judaai Ka Dard,Ab Zehar Ko Hi Muktisamajh Kar Apnane Do…!!!

naqsh yadon ka mitaati he to ro parti he.wo mera khatt jo jalati he to ro parti he.khoon dikhta hey mery marty hoye sapno ka,khuwab ankhon main basati he to ro parti he.log poochty hen jo gehri udaasi ka sabab,baat logon se chupaati he to ro parti he.yaad karti he mujhy toot kar us lumhy,shaam chehra jo dikhaati he to ro parti he.woh bary zubt bhary hosly wali larki,ghum ko tahreer banati he to ro parti he.

Kya Kahen Hum Kaise Tujhse Door Ho GayeHaalaat Se, Kuch Khud Se Majboor Ho GayeMohhabbat Rula Deti Hai, Kab Ye Maana ThaApne Dil Ke Afsaane Wohi Dastoor Ho GayeManzil Jise Samjha Bana Wo Meel Ka PatharNayi Manzil, Naye Raaste Manzoor Ho GayeHadd Se Barh Jaaye Jo Ghum, Deta Nahin DardMuskura Rahe Hain, Aise Hum Ranjoor Ho GayeDil Tera Reza Reza Hai, Kaise Sambhale TujhkoKhudaya Humse Kaise Yeh Qusoor Ho Gaye !!!

Jo Main Na Rahun, Aankhon Main Aansoo Na Bharna TumIs Dil Pe Hai Bas Naam Tumhara, Yeh Yaqeen Rakhna TumMain Hoon Tere Sath, Tu Humraah Hai Mere Har QadamDoor Ho Kar Bhi Kahan Ek Doosre Se Hain Door HumGuzarta Har Pal, Har Lamha Tere Aur Qareeb Kar Deta HaiSaanson Ki Yeh Dor Teri Saanson Ke Sang Jod Deta HaiMere Humdum, Mere Humnawa, Pyar Tera, Meri ZindagiKhuda Ke Baad, Main Karun Dil Se Bas Teri Hi Bandagi !!

Ham Wo Bedard Hain KKhwab Luta Ker Bhe Jinheen Nend Ajatii HaSouch Souch Ker Bhi Ae Jin K Zehnun Ko Kuch Nahe HotaRo Ro Ker Bhe Jin Ki Ankheen Muskurana Nahe BholteenTot Phot Ker Bhe Jin K DilDhrakna Yaad Rakty HainHam Wo Bedard Hain KJin K AnsuuAnkhun Ka Rasata Bhool KerDil Per Girty HainTot Ker Ronay Ki Kosesh Main JoBat Be Bat Muskuraty HainRoz Mar Jany Ki Khwahis Main JoJeety Hain Aur Jeet Hi Chaly Jaty Hain!!!!