Hanste Hue, Aankhon Main Kyun Aa Jaate Hain Ye AansooYun Khushi Ko Adhoora Sa Bana Jaate Hain Ye AansooDard Itna Hai Saha, Khaali Ho Gaya Samandar Ashkon KaJaane Kahan Se Aankhon Main Bhar Jaate Hain Ye AansooKhush Hoon Main, Koi Shikwa Zamane Se Na Taqdeer SeMeri Iss Baat Ko Jhoota Kyun Bana Jaate Hain Ye AansooShayad Khabar Hai In Ko Bhi Kis Qadar Tanha Hoon MainTanhaayi Main Mera Saath Nibha Jaate Hain Ye Aansoo !!

Hanste Hue, Aankhon Main Kyun Aa Jaate Hain Ye AansooYun Khushi Ko Adhoora Sa Bana Jaate Hain Ye AansooDard Itna Hai Saha, Khaali Ho Gaya Samandar Ashkon KaJaane Kahan Se Aankhon Main Bhar Jaate Hain Ye AansooKhush Hoon Main, Koi Shikwa Zamane Se Na Taqdeer SeMeri Iss Baat Ko Jhoota Kyun Bana Jaate Hain Ye AansooShayad Khabar Hai In Ko Bhi Kis Qadar Tanha Hoon MainTanhaayi Main Mera Saath Nibha Jaate Hain Ye Aansoo !!

Hanste Huey, Aankhon Mein Kyun Aa Jaate Hain Ye AansooYoon Khushi Ko Adhoora Sa Bana Jaate Hain Ye AansooDard Itna Hai Saha, Khaali Ho Gaya Samandar Ashkon KaJaane Kahan Say Aankhon Mein Bhar Jaate Hain Ye AansooKhush Hoon Main, Koi Shikwa Zamane Say Na Taqdeer SayMeri Iss Baat Ko Jhoota Kyun Bana Jaate Hain Ye AansooShayad Khabar Hai Inn Ko Bhi Kis Qadar Tanha Hoon MainTanhaai Mein Maira Saath Nibha Jaate Hain Ye Aansoo !!

Banaya Tha Maali Ne Jo Chaman Badi Chaah SeKaisi Giri Ye Barq, Muskurata Chaman Jal GayaHar Paudhe Ko Seencha Tha Pyar Ke Ehsas SeKyun Khilta Hua Phool Pairon Se Masal GayaUgta Tha Jahan Muskurate Hue Suraj Har RozWo Suraj Kyun Waqt Se Pehle Hai Dhal GayaJo Dil Jude The Ek Doosre Se Ek Anjani Dor SeYe Kaunsa Ehsaas Aaj Un Dilon Ko Chhal GayaKahan Gayi Wo Mohabbat Jo Ek Doosre Se ThiAapas Main Kyun Shak Ka Yeh Teer Chal Gaya !!

Lahu na ho to kalam tarajuman nahi hotahamare daur mein aansu zuban nahi hotajahan rahega waheen roshni lutayegakisi charag ka apna makan nahi hotaye kis maqam pe lai hai meri tanahaike mujh se aj koi badguman nahi hotamain us ko bhool gaya hun ye kon manegakisi charag ke bas mein dhuan nahi hota‘wasim’ sadiyon ke aankhon se dekhiye mujh kowo lafz hun jo kabhi dastan nahi hota Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Wasim Barelvi

Siyahiyon ke bane harf harf dhote hainye log raat mein kagaz kahan bhigote hainkisi ke shah mein dahaliz par diya na rakhokivad sukhi hui lakadiyon ke hote haincharag pani mein maujon se puchate hongewo kon log hain jo kashtiyan dubote hainqadim qasbon mein kya sukun hota haithake thakaye hamare buzurg sote hainchamakati hai kaheen sadiyon mein aansuon ke zamingazal ke sher kahan roz roz hote hainPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Bashir Bad

Itna to zindagi mein kisi ke khalal padehansane se ho sukun na rone se kal padejis tarah hans raha hun main pipi ke ashkegamyun dusara hanse to kaleja nikal padeek tum ke tum ko fikrenashebofaraz haiek hum ke chal pade to baharahal chal pademuddat ke bad us ne jo ke lutf ke nigahjee khush to ho gaya magar aansu nikal padesaqi sabhi ko hai gametashnalabi magarmay hai usi ke naam pe jis ke ubal pade Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Kaifi Azmi

aansuon ke jahan payamali rahiaisi basti charagon se khali rahidushmanon ke tarah us se ladate raheapani chahat bhi kitni nirali rahijab kabhi bhi tumhara khayal aa gayaphir kai roz tak bekhayali rahilab tarasate rahe ik hansi ke liyemeri kashti musafir se khali rahichand tare sabhi hamsafar the magarzindagi raat thi raat kali rahimere sine pe khushbu ne sar rakh diyameri banhon mein pulon ke dali rahi Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Bashir Bad

Muhabbat Ka Dhuwan Aankhon Mein Pani Chor Jata Hai,Kisi Rastay Se Gham Guzaray Nishani Chor Jata Hai,Humari Guftugu Se Bhi Woh Qael Nahi Hota,Aur Apni Khamoshi K Bhi Maani Chor Jata Hai,Bharosa Jis Pe Ho Usay Tawaqqo Koi Mat Rakhna,Yehi Ek Saibaan BeSaaibaani Chor Jata Hai,Bichar Kar Bhi Hum Aise Shakhs Se Bichrra Nahi Kartay,Jo Ek Fiqra Aada Kar K Kahani Chor Jata Hai,SAHIL Mout Bhi Kam Khubsurat Toh Nahi Hogi,Jo Isko Dekhta Hai Zindgani Chorr Jata Hai..

na wo wafa ki devi hai…na hai wo bewafayii ki murti….kash khud ko itna bedard na banaya hota …to sayad ushey rok pata….kaheti thi ki “mere pyaar ki umar ho itni sanam ..tere naam se suroo tere naam se khataam…”per naam ka fashla na badha hota itna …to sayad ushey rok pata…khati thi “baith mere pass tujhey dekhti rahoon…..”kass ushkey rooh me utar jata …to sayad ushey rok pata….

Bohat Mudat K Baad Kal JabKitaabEMaazi Ko Main Ne KhoolaBohat Say Chahrey Nazar Main UtreyBohat Say Naamoon Pai Dil PaseejaAik Aisa Safha Bhi Us Main AayaLikha Howa Tha Jo Aansooun SayJis Ka Unwan “Hamsafar” ThaWo Safha Sab Say Hi Moutabar ThaAik Aur Aansoo Phir Us Pai TapkaPhir Us Se Aagey Main Parh Na PayaKitabEMazi Ko Band Kar KeUsi Ki Yadon Mein Kho Gaya MainInhe Khyaalon Mein So Gaya MainAgar Wo Milti To Kaisa HotaAgar Wo Milti To Achha Hota

Kash Meri Baato Ka Koi Asar HotaTo Meri Chahat Ka Moti Na Yu Kankar HotaUs MalikaEHusn Ne Mujhpe Taras Khaya Bhi To KabSaari Duniya Mujhpe Taras Kha Rahithi TabYaad Hai Wo Hatho Me Leke Aayi Thi Ek GulabMujhe Laga Hogaya Pura Mera Saara KhawabPar Majburi Thi Waha Mai Unhein Nale SakaPeghamEMohabbat Ishaare Se Bhi Na De SakaJab Unke Ashk Mere Rukhsaar Par Gir AayeTo Meri Dharkan Wo Mera Dil Dono MuskurayeKi Kya Khoob Waqt Aagaya Hai Is RozEAaj KaKi Waqt Ho Chuka Hai Ab Mere JanazENamaz Ka

Ab Aansoun Ko Aankhon Main Sajaana HogaChiraagh Bhuj Gaye To Khud Ko Jalaana HogaYe Na Samajhna Ke Tum Se Bichar Ke Khush Hain HumHumein Laugon Ki Khaatir Muskurana HogaPhir Shaam Dhal Gayi Tum Aayi Na Aaj BhiDil Ko Aaj Phir Umeedon Se Behlaana HogaVaada Khilaafi Kar Ke Muskurati Ho TumDekhna Ek Din Sanam Tum Ko Pachtana HogaLahoo Se Apne Kafan Par Tera Naam Likh Jaaoun GaThaam Ke Haath Main Phool Tum Ko Aana HogaTere Intezar Main Ik Umar Guzri Hai SanamAb To Aaa Gaya Hai Waqt Ab To Hum Ko Jaana Hoga..

Ye din bahar ke ab ke bhi ras na aa sakeki gunche khil to sake khil ke muskura na sakemeri tabahi dil par to raham kha na sakijo roshni mein rahe roshni ko pa na sakena jane aah! ki un aansuon pe kya guzrijo dil se aankh tak aaye mishgan tak aa na sakerahen khulusemuhabbat ke hadasat jahanmujhe to kya mere naqsheqadam mita na sakekarenge mar ke baqaedavam kya hasiljo zinda reh ke muqamehayat pa na sakenaya zamana banane chale the divanenai zamin, naya aasaman bana na sakePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Josh Malihabadi

Bataane Se Bhee Ye Gham Kyon Kam Naheen HoteAansuon Se Dil Ke Kone Nam Naheen HoteThee Bahut Umeed To Apnon Se Is Dil Ko KabheePar Hameshaa Saath Ye Hamdam Naheen HoteBebasee Hansne Lagee Khaamoshi Ab Hai GoonjteeBand Kamron Men Koyee Mausam Naheen HoteJab Khushee Hai Naachtee Gaatee Hai Man Kee Har KaleeUn Gharon Men Kyaa Kabhee Maatam Naheen HotePyaar Sab Miltaa Jinhen Ranjish Naheen Koyee KabheeKyaa Kabhee Aise Dilon Men Gham Naheen HoteYaad To Karte Hain Unko Ham Sadaa Hee Raat DinKhwaab Men Unke Kabhee Kyaa Ham Naheen Hote