Bataane Se Bhee Ye Gham Kyon Kam Naheen HoteAansuon Se Dil Ke Kone Nam Naheen HoteThee Bahut Umeed To Apnon Se Is Dil Ko KabheePar Hameshaa Saath Ye Hamdam Naheen HoteBebasee Hansne Lagee Khaamoshi Ab Hai GoonjteeBand Kamron Men Koyee Mausam Naheen HoteJab Khushee Hai Naachtee Gaatee Hai Man Kee Har KaleeUn Gharon Men Kyaa Kabhee Maatam Naheen HotePyaar Sab Miltaa Jinhen Ranjish Naheen Koyee KabheeKyaa Kabhee Aise Dilon Men Gham Naheen HoteYaad To Karte Hain Unko Ham Sadaa Hee Raat DinKhwaab Men Unke Kabhee Kyaa Ham Naheen Hote

jahan main jaun hawa ka yahi ishara hokoi nahi jo yahan muntazir tumhara homeri bujhati hui aankhon ko roshni bakhshewo phul jo tere chehare ka ista’ara hochala hun apni hi aavazebazgasht pe yunkisi ne dur se jaise mujhe pukara hoganva chuke kai umren ummidvar terekahan tak aur teri berukhi gavara hotu pas aate huye mujh se dur ho jayeajab nahi ki yahi hadasa dobara honazar farebierangechaman se bach ‘makhmoor’jise tu phul samajh le kaheen sharara ho Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Makhmoor Saeedi 

Mujhe Apne Zabt Pe Naaz Tha, Sare Bazm Raat Ye Kya HuaMeri Aankh Kaise Chhalak Gayi Mujhe Ranj Hai Ye Bura HuaMeri Zindagi Ke Charagh Ka Ye Andaaz Koi Nayaa NahinKabhi Raushni, Kabhi Teergi, Kabhi Jalaa Hua Kabhi Bujha HuaMujhe Raaste Mein Pada Hua Kisi Badnaseeb Ka Khat MilaKahin KhoonEDil Se Likha Hua, Kahin Aansuon Se Mita HuaJo Nazar Bacha Ke Guzar Gaye, Mere Saamne Se Abhi AbhiYe Mere Sheher Hi Ke Log The Mere Ghar Se Ghar Mila HuaMujhe Humsafar Bhi Mila Koi, To Shikasta Haal Meri TarahKahin Raaston Ka Lutaa Hua Kahin Manzilon Ka Thaka Hua

Ab Aansuoon Ko Aankhon Main Sajaana HogaChiraagh Bhuj Gai Khud Ko Jalaana HogaNa Samjhna K Tumse Bicharh K Khush HainHumain Logon Ki Khaatir Muskuraana HogaPhir Shaam Dhal Gai Tum Aaiee Na Aaj BhiDil Ko Aaj Phir Umeedoon Se Behlaana HogaWaada Khilaafi Kar K Muskurate Ho AapDekhna Aik Din Sanam Aapko Pashtaana HogaLahoo Se Apne Kafan Pe Tera Naam Likh JaoungaThaam K Haath Main Phool Tumko Aana HogaAbhi Se Na Kejiyai TakaazEMasroofiat K AapAbhi Utthna Hai Janaza Kaandha To Daina HogaMuddaton Kiya Hai Tera Intizaar Aye SanamUmar Kat Chuki Ab To Jaana Hoga…!!!

Chupkey Chupkey Ro LenaJub Seena Ghum Se Bojhal HoAur Yaad Kisi Ki Aati HoTub Kamrey Main Bund Ho JanaAur Chupkey Chupkey Roo LenaJub Aankhein Baghi Ho JaeinAur Yaad Main Meri Bhar AaeinPhir Khud Ko Dhuka Mat DenaAur Chupkey Chupkey Roo LenaJub Pulkeen Kerb Se Mondi HoonAur Sub Sumjhein Tum Sotey HoTub Moan Pe Takya Rakh LenaAur Chupkey Chupkey Roo LenaYeh Duniya Zalim Duniya HaiYeh Baat Bohoot Phailaye GiTum Samney Sub Ke Chup RehnaAur Chupkey Chupkey Roo LenaJub Barish Chehra Dho DaleyAur Ashk Bhi Boondein Lagtey HoonWoh Lamha Hergiz Mat KhonaAur Chupkey Chupkey Roo Lena

Bazi e Ishq Kuch Es Tarah Se Harey YarooZakham Per Zakham Lagey Dil Pe Humare YarooKoi To Aisa Ho Jo Ghao Per Marham RakheyYuun To Dushman Na Bunno Sare Ke Sare YarooBazm Main Ser Ko Jhukaye Huye Jo Bethy HainIn Ko Mat Cheroo Yeh Hain Ishq Ke Marey YarooJinn Main Hoty Thy Kabhi Meher O Wafa Ke MotiIn Hi Ankhon Main Sittam Ke Hain Sharary YarooDost Hi Apny Jo Kerny Lageen Nazr E TofaanKaam Nahi Aty Phir Koi Saharey YarooSang Gheroon Ne Jo Marey To Koi Dukha Na HuaMer Gaye Tum Ne Mager Phool Jo Marey YarooWo Jo Raha Dil Geer Tumhari KhatirTum Ne Kya Kya Nahiin Taney Usy Marey Yaroo

Ik Shakhs tanha rota Raha hai,apne aansuo ko palko pe parota raha hai,akeeda to tha usey piyar k karishmo par,phir bhi karne se darta raha hai,Chahat thi sada pas rakhne ki kisiko,utna hi us se koi door jata raha hai,Hai umeed usey kisi k lout aney ki aaj bhi,Isi gumaan me janey kab se jeeta raha hai,Posheeda hai ik taweel si dastaa us me,Kon janey kisey chahta raha hai,So jo nahi paa raha pathar k bichoney pe,yakeenan kisi ki baaho me sota raha hai,kasoor fakkat itna tha nadaa ka,k gham duniya se chupata raha hai,aaj tum kiska matam karte ho logo,Wo to janey kab se marta raha hai,

Uske Bin ChupChup Rehna Aacha Lagta HaiKhamoshi Se Ek Dard Ko Sehna Aacha Lagta HaiJis Hasti Ki Yaad Mein Aansun Baraste HaiSamne Uske Kuch Na Kehna Aacha Lagta HaiMilkar Usse Bichad Na Jaye Darte Rehte HaiIsliye Bas Dur Hi Rehna Aacha Lagta Hai Jee Chahe Apni Sari Khushiyan Laakar Usko De DuUske Pyaar Mein Sab Kuch Khona Aacha Lagta HaiUska Milna Na Milna Kismat Ki Baat HaiPal Pal Uski Yaad Mein Rona Aacha Lagta HaiUske Bina Sari Khushiyan Ajeeb Lagti HaiRo Ro Kar Uski Yaad Mein Sona Aacha Lagta HaiHumse Mohbbaton Ki Numayaishe Na Ho SakiUsko Chahte Rehna Aacha Lagta HaiShare By : Bindu Mahajan

Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Bankar,Humse Har Shaam Mili Hai Tera Chehra Bankar,Chand Nikla Hai Teri Aankh K Aansoo Ki Tarah,Phool Mehke Hai Teri Zulf Ka Saya Bankar,Meri Jaagi Hui Raato Ko Usiki Hai Talaash,So Raha Hai Meri Aankhon Mein Jo Sapna Bankar,Dil K Kagaz Par Utarta Hai Tu Shero Ki Tarha,Mere Hontho Pe Machalta Hai Tu Naghma Bankar,Raat Bhi Aayi To Bujhti Nahi Chehre Ki Chamak,Rooh Mein Phel Gayi Hai Woh Ujala Bankar,Mera Kya Haal Hai Yeh Aake Kabhi Dekh Tu Le,Jee Raha Hoon Tera Bhoola Hua Wada Bankar,Dhoop Mein Kho Gaya Woh Haath Chura Kar Kahi,Ghar Se Jo Saath Chala Tha Mer Saya Bankar,Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Bankar,Humse Har Shaam Mili Hai Tera Chehra Bankar..!!!

Ager Kuchh Naam Daina HoMujhay Insaan Matt KehnaJudaa Chehray, Juda BayShak Sabhi Ke Kaam Hotay Hai’nMagar Insaaniyat Ke Abb Yahaa’n Per Daam Hotay Hai’nMere Tum Daam Matt DenaMujhay Ye Naam Matt DainaAgar Kuchh Naam Daina HoMujhay Ehsaas Keh DainaMagar Thehro!Mujhay Ehsaas Matt KehnaaMera Buss Naam Reh Jaay Mujhay Aisay Nahi’n RehnaaMujhay Ehsaas Matt KehnaaAger Kuchh Naam Daina Ho, Mujhay Saawan He Keh DainaMagarr Thehro!Mujhay Saawan Nahi’n KehnaaBarasta Hai Magar Rut Ke Badaltay Beet Jaata HaiMujhay Saawan Nahi’n KehnaAger Kuchh Naam Daina Ho, Mujhay Aansoo He Keh DainaJanam Laina Kisi Ki Aankh Mai’n, Rukhsaar Per MarnaYahi Jis Ki Haqeeqat HaiChalo Aansoo He Keh Daina

Meri jaa.n sochti hon mainAgar tum mil na paay tuTumhaari yaad ko dill seyBhala kaise bhulaao.n gi!Jo mousam sang terey beeteyunhain kaise bhulaao.n gi!!Andheri raat main jugnubhala kaise jalaoo.n gi!!!meri jaa.n sochti hon mainTumhain kaise bhulaao.n gi!Likha jo naam hay dill perUsey kaise mitaaoo.n gi!Jo aadhi um’r jeeni hayWo main kaise bitaao.n gi!!Meri jaa.n sochti hoon mainTumhain kaise bhulaaoo.n gi!Teri yaadai.n jo aae.n giMujhe pal pal rulai.n giMerey Anchal ko kainchai.n giMujhe kutch gudgudai.n giMeri jaa.n sochti hoon mainTumhain kaise bhulaao.n gi!!Jo baatai.n tum sey karti honbhala kis ko bataao.n gi!Naya jab sher likhoo.n giTu main kis ko sunaao.n gi!!meri jaa.n sochti hoon mainTumhain kaise bhulaaoo.n gi!Meri jaa.n Jaan lo tum bhiTumhain na bhool paoo.n gi

Aansoo Main Na Dhondna HumheinHum Dil Main Bass JayegeTaman Na Ho Agar Milne KiTo Bhand Aankhon Main Nazar AyeegeLamla Lamla Waqt Guzar JayegaChand Lamho Main Daman Choot JayegaAaj Waqt Mila Hai Do Baate Karlo HumseKal Kya Pata Koun Appki Zindagi Main AjayegaPass Akar Sabhi Door Jate HaiHum Akele The Akele Reh JayegeDil Ka Dard Kisse DekhaiMarhum Lagane Wala Zakham De Jata HaiWaqt To Humhein Bhula Chuka HaiMuqaddar Bhula Na DeDosti Dil Se Hum Is Liye Nahin KarteKyun Ke Darte Hai Koi Phir Se Na Rula DeZindagi Main Humesha Naye Log MilegeKahiin Zeyaada To Kahiin Kaam MilegeEitebar Zara Soch Ke KarnaMumkin Nahin Har Jaga Tumhein Hum MilegeKhusboo Ki Tarah Apke Pass Bikar JayegeSukoon Ban Kar Dil Main Utar JayegeMehsos Karne Ki Khoshish To KijiyeDoor Hote Hue Bhi Hum Pass Nazar Ayege