Ishq suntay thy jesy hum wo yehi hai sahayd..! Khod ba-khod dil mein hai ik sakhs samaya jata..

Ishq sey kiun khosh huay gham sey kiun ghabray..! Zindagi kia jany kia thi aur kia samjha gay..

Eat together and not separately, for the blessings is associated with the company. (Ibn Majah).

Charagh le kar irada tha bakht ko dhoondain. . ! Shab-e-firaaq thi koi charagh bhi na mila. . !

hum aao bhi kartay hain to ho jatay hain badnaam wo qtl bhi kartay hain to charaghaan nahi hota

main wafa kar ke bhi raha gumnaamon mein shaamil aur woh bewafa hai fir bhi bemisaaal lagta hai

Chalo itna tou nikla kaam baham aashnai se. . ! Wafa se hum ho gaye aashna tum be-wafai se. . !

Chup Chup k dekhty hain wo chilman ki oat se. . ! Jalway pukartay hain k parda hai in dino. . !

Chandni, phool, hawa, jaam, sitaray, khushbu. . ! Zeher k naam hain jis shab nahi hota koi. . !

*Aqwaal-e Zarreen* “Behtreen Insan wo hai Jis ka Aap msg parh rahe hain; Shukria…:-

Raat mehfil mein teri hum bhi kharey thay aisey..! Jesay tasweer laga dey koi deewar key sath..

Husn lo to fasal-e-gul ki tamana na ker sako! Jo dasta’n kehtay hein patey jhartey huay..

Samney kitni sabeel’ain hein paye be-gehni.! Aaj lakht-e-dil maryam bhi nahi sath apney..

Tarey key totney ko tum ghor sey na dekho.. Sadkey uter rahey hein tum per ye asma’n sey!!

Fraib-e-arzoo ki sehal nigari nahi jati.. Hum apny dil ki dharkn ko teri arzo-e-pa samjhty hain!