Qadmo’n ko tery choomna aasaan hai lekin Mein soch raha hoon tu khuda hai k bashar hai. .!

Gunah gin k mein kyun apny dil ko chota karo’n Suna hai tery karam ka koi hisaab nahi. . !

Chot jab bhi hadsaat-e-dehar ki khata hoon. . ! Mehngi sasti mae-kaday se pi k aa jata hoon. . !

Meri Dua Hy ?Mohabbat? Mujhy Wo Haasil Ho ?Tujhe? Jo ?Khud? Sy Nikaalo?n Tou Paas Kuch Na Bachey

Main tera kuch bi nahi hoon magar itna to bataa.!, Mujhe dekh k tere zehan main aata kiya hai.!,

Charagh le k irada tha k bakht ko dhoondain. . ! Shab-e-firaaq thi koi charaagh bhi na mila. . !

Chaar harf aarzu ki sharah kar daity hain hum. ! Jab wo kehtay hain sunao koi afsana humain. . !

Charagh nujh bhi chcukay hain magar pas-e-chilman. . Ye aankh ab bhi tera intezar karti hai. . !

Zindagi teray liye sb ko khafa hum ney kiya.. Apni kismat hai key ab tu bhi khafa hum sey hui.!!

Socha tha meray dukh ka madawa karei’n gey kuch.. Wo pursish-o-malal sey agey nahi gaye..!

Zahir mein to kuch chot nahi khai hai aisi Kiun hath uthaya nahi jata hai ‘Jigar’ sey

Ishq kuch mehboob key marney sey mar jata nahi..! Roh mein gham ban kr rehta hai magr jata nahi..

What is the height of Flirting? When your love letter starts with ?TO WHOMSOEVER IT MAY CONCERN?.

Kia nazar karain hum ke barhey zeenat mousam… Aankhon ka lahu hai jo pasand aaye khafa ko..

Janey kitney dost meray pathar key bot ban jain.. Is khof sey dey nahi sakta mein awaz kisi ko.!!