Zindagi ka dard lekar inqalab aaya to kyaek joshida pe gurbat mein shabab aaya to kyaab to aankhon par gamehasti ke parde pad gayeab koi husnemujassim benaqab aaya to kyakhud chale aate to shayad baat ban jati koibad tarkeashiqi khat ka jawab aaya to kyamuddaton bichde rahe phir bhi gale to mil liyehum ko sharm aayi to kya un ko hijab aaya to kyaek tajalli se munawwar kijiye qatlehayathar tajalli par dilekhanakharab aaya to kyamatalaehasti ke sazish dekhte hum bhi ‘shakil’hum ko jab neend aa gayi phir mahatab aaya to kyaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Shakeel Badayuni

Your Comment Comment Head Icon

Login