Safar mein dhup to hogi jo chal sako to chalosabhi hain bheed mein tum bhi nikal sako to chaloidhar udhar kai manzil hain chal sako to chalobane banaye hain sanche jo dhal sako to chalokisi ke vasate rahen kahan badalati haintum apne aap ko khud hi badal sako to chaloyahan kisi ko koi rasta nahi detamujhe girake agar tum sambhal sako to chaloyahi hai zindagi kuch khwab chand ummideninhin khilaunon se tum bhi bahal sako to chalohar ik safar ko hai mahafus raston ke talashhifazaton ke rivayat badal sako to chalokaheen nahi koi suraj, dhuan dhuan hai fizakhud apne aap se bahar nikal sako to chaloPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Nida Fazli

Your Comment Comment Head Icon

Login