Baithe Baithe Gham Me Giraftar Hogaya Gosha Nasheen Tha Hogaya Do Gazz Zameen Mil Hi Gayi Mujh Gharib Ko Marne K Baad Mein Bhi Zameendar Hogya.

Dard-o-Gham bhi aziz hain hum ko, Pyar hota nahin sazaa ki tarah, Tum per jaan di tou soch ker yeh di, Lain ge na wapis ab Khuda ki tarah…

Dard to bahot diye hai us ne hamein. Per en dardo ka dil pe koi zakhm nahi Dil zakhmi hai tu sirf es liye ke. Humare Kami ka unhe koi gham nahi..

Dil Ki Taaron Ko Mere Cher? Gaya Koi Mere Jazbaaton Se Bhi Khel Gaya Koi Hum Kho Gayen Hain Raha Dikha De Koi Aaj Hum Akelen Hain Unko Bata De Koi

kisi k ishq mein be khud kisi ki chha mein bebas kisi izhaar ki khatir mohabbat kal hoi thi jo! mohabbat ab nahi hogi………….

Jis Raha Pe Tum Abhi Chal Rahi Ho Us Raha Se Hum Kai Baar Guzar Chuke Hain Yeh Khel Jo Tum Khel Rahi Ho Is Khel Ko Bhi Hum Kai Baar Khel Chuke Hain

Khwaab Aankhon Mein Chubho Ker Dekhoon, Kaash Main Bhi Kabhi So Ker Dekhoon. Shayed Ubhre Teri Tasveer Kaheen, Main Teri Yaad Mein Ro Ker Dekhoon..

Dil k kareeb a k jab wo door ho gaye sary haseen khawb mery choor ho gaye humne wafa nibhai to badnamiyan milin jo log bewafa thy wo mashhor ho gaye

Mohabbat Ke Parche Ko Hi Sirf Na Dekh Jindagi Me Imteha Aur Bhi He Dene Ke Liye Khushiyo Ko Hi Sirf Gale Na Laga Sabab Ek Gam Ka Kafi He Pine Ke Liye

Ankhon Ki Zubaan Tu Samajhti Nahi Hoth Mere Bhi Kuch Kah Pate Nahi Kitna Bebas Hoon Khud Ko Toh Pata Nahi Koi Unse Bataye Ki Bina Uske Raha Jata Nahi

zaruri nahin k zindagi ka koi sahara ho hum chahen jisy wo hamara ho doob jay karti hain kashtiyan aksar zaruri nahi k har kashti ka naseeb kinara ho

Wafa k Naam se Hum Anjan the .*.Kisi ki Bewafai se Shayad Pareshan the .*.Humne Wafa Denei Chahi Tu Pata Chala .*.Hum Khud Bewafai K Naam se Badnam the

Piyar kisi se jitna kiya ruswai hi mili Wafa chahe jitni bhi ki bewafai hi mili Jitna bhi kisi ko apna bana kar dekha Jab aankh khuli to tanhai hi mili

Main Chahta Hi Na Tha Use Lajawab Karna Wrna Jawab Mere Paas Us K Har Swal Ka Tha Uski Jeet Se Hoti Thi Khushi Mujhko Yhi Jawaz Mere Pas Apni Haar Ka Tha

Kbhi Tou Miley Pehli Mulaqat Ki Terha Bigra Hi Rehta Hy Kyun Halaat Ki Terha Wo Ek Dost Jo Lagy Jaan Sy Pyara Mujhy Waqt Tou Deta Hy Magar Kheraat Ki Terha