Ek din tu meri roh ke zakhmo ka hal poch ek pal qadam tu rook, palat kar kalam ka

Nae diwanon ko dakhain to khoshi hoti hai, Hum bhi aise hi the jab ae the wairane.

Ab dil main hosla, na sakat bazuon mein thi, Ab ke muqaable pe mere yaar aa gaye..

Aaj us ne ajeeb khairaat* ki, Mere hathon pe apna hath rakh kar.. (khairaat;bheek)

Dard ke lamhe kab hum per asaan bane, Jo dukh aansuu na ban sake woh tufaan bane..

Jalta hon roz sham ko ghar k die k sath, Muj be khabar ko dosto kuch agahi to hai.

Sawab ka bhi wasela hai sohbat e na jinis, Tamam waqt guzarta ha imtihan ki tarah.

Mere shehar main meri nassal lootne walo, Pata hai beta kis tarha jawan hota hai..

Bun K Aanso Tumhari Yaad Phir Umadd Aayi, Phir Wohi Shaam, Wohi Dard, Wohi Tanhai..

Thokar sy mera paon zakhmi tu howa zaroor rasty mai jo kharda tha wo khosar hat gia

Lo taiz nahin kuch meri ankhon hi ki shaid, Matlab yahi be noori manzar se nikalon.

Qaem rahi janon me bhi ik wazah ehtiyat, Dil khon ho gea hai magar ankh naam nahin.

Asharat e qatra hai darya me fana ho jana, Dard ka had se guzarna hai dawa ho jana.

Sohba e tand o taiz ki khad ko kia khabar, Sheshe se pochiye jo maza totane me tha.

Tamam umer hi guzari hai dastakain sunte, Humen to ras na aea khod apne ghar rehna.