Sabot mang rahe hain meri tabhai ka, Muje tabhah kia jin ki kaj adai ne.

Khilonay Paa Liye Hain Mein Ne Laikin, Mere Andar Ka Bacha Mar Raha Hai..

Fariad ik shor hai ahang k beghair, Nala matah e dard sahi koi lie to ho.

Be sakhta bikhar gai jalwon ki kainat, Aina tot kar teri angarai ban gea.

Haal e dil kehne geya tha, na kaha, Mausamon par guftgu achi rahi….

Laea qateel waqt humen kis muqam par, Sub walwale chale gae danai reh gai.

Sabat hoa k to bhi zamane k sath hai, Sabat hoa k to bhi hamara nahin hai.

Chot Khane Ka Bara Sh0q Tha Shani: Ab Dard Mehka Hai To Shor Machate Kyun ho

Qadam ghar mein rakhte hi ghayal hua, Girey toot ker mujh per deewar-o-dar..

Admi par wo karda waqt bhi ata hy ke jab sans leny may pas dewar qafs jata hy

Totna dil ka koi aisi nai bat nahin, Torane wale teri khair preshan kion hai.

Tu mery ek hi gham ko jo ordh ly tan par mai tery sary dukhon ka libas ho jaon

Bunyad rakho tu koi bunyad hy dushman dewar uthata ho tu dewar mukhalif  

Lazat e dard se asoda kahan dil wale, Hain faqat dard ki serat me karahe jate.

Siyad k satam ko bhala bhi daite magar, Ik dard panchiyon k tarane me reh gea.