Zara qareeb se guzra to me ne pehchana, Kisi k paon k neche kisi ka sar ho ga.

Baaz aukaat kisi aur ke milne se Adam, Apni hasti se mulaqat bhi ho jati hai..

Tamam umar hi guzri hy dastaken suntay hamey tu ras na aya khud apny ghar rehna

Be-maayini sa lagta hai, ghar jana bhi, Deewaron se takrana bhi, mar jana bhi..

Pehly to sary ghar may esay dhondti rahi phir mery sath sisakny lagi raat  

Abhi kuch or kardi dhoop mai chlna ho ga rabt itna na bardha saya-e dewar ke sat

Dunia hamare katal ko kehti hai khod koshi, Marne k bad bhi humen ruswa kia gea.

Hadse kia kia tmhari be rakhi se ho gae, Sari dunia ke lie hum ajnabi se ho gae.

Me Tujhe toot k chahoon to Meri fitrat hy, Tu b ho Mera talabgar zaruri to nahi!

Taqseem ho geya hon khairaat ki tarah, Duniya kisi fakeer ki chadar lagi mujhe..

yaksaan kabhi kisi ki zamanay main yaadsh bakheer bethay thay kal aashiaanay main

Faseel e jisam pe taza laho k chente hain, Hadod e waqt se age nikal gea hai koi.

Zinda jo tere hijar me hon me to kia ajab, Go to nahin hai pass teri arzu to hai.

Mei Tujhe toot k chahoon to Meri fitrat hy, Tu b ho Mera talabgar zaruri to nahi!

Jaatay Howay Yaqeen Ki Daulat Wo Le Gaya, Ik Wehem Aur Gumaan Mere Paas Reh Gaya.